Wednesday, June 8, 2011

khasiyat

kisi khas wajeh se woh humse juda hue..
aisa unka kehna hei......
kisi khas ke liye woh humse juda hue..
aisa humara maan na hei....
khasiyat ek wajeh ki ho ya sakshiyat ki,
par humara juda hona khas na ho paya, ghum sirf iss baat ki hei...

No comments:

Post a Comment